Now another song holds a closer space, that is “aye mere dil tu kahin aur chal” from the film Daag. The picturization has Dilip kumar tipsy over alcohol and singing this song. Seemingly pleasantly drunk, its only the song lyrics that deceive the person’s inner anguish, of bieng disgusted with the current world and an impossible wish of bieng elsewhere. This is what I liked about the song. Again the lyrics are plain, so is the song, but the way it is sung is simply great, with amazing music given by Shankar Jaikishan adorning an already beautiful piece.
Ai mere dil kahin aur chal
gham ki duniya se dil bhar gaya
dhoondh le ab koi ghar nayaa
ai mere dil kahin aur chal
gham ki duniya se dil bhar gaya
dhoondh le ab koi ghar nayaa
ai mere dil kahin aur chal
chal jahaan gham ke maare na hon
jhoothi aashaa ke taare na hon
chal jahaan gham ke maare na hon
jhoothi aashaa ke taare na hon
jhoothi aashaa ke taare na hon
in bahaaron se kya faayda
jis mein dil ki kali jal gayi
jakhm phir se haraa ho gaya
ai mere dil kahin aur chal
chaar aaansoo koi ro liya
pher ke munh koi chal diya
chaar aaansoo koi ro liya
pher ke munh koi chal diya
pher ke munh koi chal diya
lut raha thha kisi ka jahaan
dekhti rah gayi ye zameen
chup raha beraham aasmaan
ai mere dil kahin aur chal
gham ki duniya se dil bhar gaya
dhoondh le ab koi ghar nayaa
ai mere dil kahin aur chal
Ai mere dil kahin aur chal
gham ki duniya se dil bhar gaya
dhoondh le ab koi ghar nayaa
ai mere dil kahin aur chal
gham ki duniya se dil bhar gaya
dhoondh le ab koi ghar nayaa
ai mere dil kahin aur chal
chal jahaan gham ke maare na hon
jhoothi aashaa ke taare na hon
chal jahaan gham ke maare na hon
jhoothi aashaa ke taare na hon
jhoothi aashaa ke taare na hon
in bahaaron se kya faayda
jis mein dil ki kali jal gayi
jakhm phir se haraa ho gaya
ai mere dil kahin aur chal
chaar aaansoo koi ro liya
pher ke munh koi chal diya
chaar aaansoo koi ro liya
pher ke munh koi chal diya
pher ke munh koi chal diya
lut raha thha kisi ka jahaan
dekhti rah gayi ye zameen
chup raha beraham aasmaan
ai mere dil kahin aur chal
gham ki duniya se dil bhar gaya
dhoondh le ab koi ghar nayaa
ai mere dil kahin aur chal
